Santa: Ghar Ka Sara Kimti Saman Kahin Chhupaakar Rakh Do Padosi A Rahe Hain Jito: Kyon Ji Kya Aapke Dost Chura Lenge? Santa: Are Nahin Vo Apna Saman Pahchan Lenge
Santa Aur Banta Donon Bhai Ek Hi Class Men Padhate The Adhyapika: Tum Donon Ne Apne Papa Ka Naam Alag-Alag Kyon Likha? Santa: Madam Fir Aap Kahoge Nakal Maari Hai Isiliye
Santa: Sunati Ho "Aaj Hamare Pappu Ne Aadha Shabd Bolna Sikha"A Jito (Utsahit Hokar): Sach! Kya Bola? Santa: Bahan
Santa: Jab Bhi Kapde Dhota Barish Ho Jati Ek Din Dhup Nikali Usne Bhagwan Ka Shukriya Kiya Aur Dukan Par Sarf Lene Ke Liye Gaya; Tabhi Achanak Jor-Jor Se Badal Garjane Lage: Santa Fataft Aasman Ki Taraf Munh Karke Bola "Kidhar Chale?" "Main To Biskut Lene Aaya Hu!"
Santa: Maine Ek Aisi Chij Ka Pata Lagaya Hai Jisse Divar Ke Aar-Par Dekha Ja Sakta Hai Banta: Kya? Santa: Surakh
Bihari: Ye Kaunsi Jagah Hai? Platform Par Khada Santa Bola "Sale Bhiye Vahan Nawab Ban Ke Kyon Baitha Niche Aake Dekh Le" Bihari Apane Sathi Se "Chalo Bhai Utaro 'Panjab' A Gaya"