Adhyapika: Ek Din Aisa Aayega Jab Prithvi Par Pani Nahin Rahega Sabhi Jiv Jantu Mar Jaayenge Aur Prithvi Tabah Ho Jayegi! Pappu: Madam Ji Us Din Tiusan Padhne Aana Hai Kya?
Pappu Ne Hindi Ka Homvark Nahin Kiya Tha To Hindi Adhyapika Ne Usko Ped Par Latkane Ki Saja Di Thodi Der Latkane Ke Baad Pappu Niche Gir Gaya Adhyapika: Thak Gaya Kya? Pappu: Nahin Madam Pak Gaya