Vo Aaj Bhi Sardi Men Thithur Rahi Hai Doston; Maine Ek Baar Bas Itna Kah Diya Ki . . . . . . . . . . "Sweter Ke Bina Caterina Lagti Ho"
Patni Ne Subah Kaha Ki Aadha Sir Duhkh Raha Hai Galti Se Bol Diya Ki Jitna Hai Utna Hi To Dukhega Tab Se Mera Pura Dukh Raha Hai
Bharat Men 2 Tarah Ke Log Paye Jate Hain: Ek Wo Jo Sulabh Shauchaalayon Men Nambar Likh Ke Aate Hain Dusre Wo Jo Nambaron Ko Dil Karte Hain
Banta Santa Se: Tum Ek Dam Se Itne Amir Kaise Ban Gae? Santa: Bas Apni Bhulne Ki Bimari Ke Karan Banta: Vo Kaise? Santa: Darasal Mere Chacha Ji Ko Dil Ka Daura Pada Tha Us Samay Main Doctor Ka Nambar Bhul Gaya Aur Main Bas Amir Ban Gaya
Ik Bewafa Ke Ghum Mein Haatho Mein Jam Utha Liya; Phir Bread Par Laga Diya Aur Chaai Ke Saath Khaa Liya! Har Premi Bewda Nahi Hota, Koi Koi Bhukkad Bhi Hota Hai!
Zindagi Ke Liye Dil Ki Zarurat Hai; Dil Ke Liye Khushi Ki Zarurat Hai; Khushi Ke Liye Achee Dost Ki Zarurat Hai; Aur Achhe Dost Ke Liye... . . . . Oh My God... Sabko Meri Zarurat Hai!