Ek Raat Ek Ghar Men Chor Ghus Aaya Khatpat Sunkar Malik Ki Aak Khul Gai Malik: Kaun Hai? Chor: Myaun Malik: Kaun Hai? Chor: Myaun Malik: Kaun Hai? Chor: Abe Sale Billi Hu Billi
Chor Ne Ek Mahila Ka Pars Chori Kiya Aur Usme Se Use 1000 Rupaye Mile! Ek Pathan Ne Yah Sab Dekh Liya To Us Chor Ne Pathan Se Kaha Ki Jo Rakam Use Mili Hai Woh Fiftifty Kar Lenge! Pathan Ne Kaha Thik Hain Lekin Baki Ke 900 Rupaye Ka Woh Kya Karenge!
Chor (Banduk Tante Hue) Bola: "Jindagi Chahte Ho To Apna Pers Mere Hawale Kar Do Pathan: Ye Lo Chor: Kitne Murkh Ho Tum Meri Banduk Me To Goli Hi Nahin Thi Pathan: Aur Mere Pers Me Bhi Kahan Rupaye The
Adhyapika: `Mere Papa Kaam Par Gae Hain` Iska Future Tense Batao? Pappu: Vo Kal Bhi Jayenge Kisi Ke Baap Men Himmat Ho To Rok Ke Dikhaye
Agar Aapki Raah Men Chhote Chhote Patthar Aaye To Samajh Lena... . . . . . . . . Rod Ka Kaam Chal Raha Hai ~ Bhanwarlal Thekedar