Main Bachpan Se Itna Pratibhashali Raha Hu Ki Rishtedaar Pariksha Parinam Ke Baad Sirf Itna Hi Puchhte... . . . . . . . . . . Tu Paas Hua
Jaj: Tumhara Kya Khyal Hai Yah Aadmi Kaise Mara? Pathan (Gavah): Hujur Yah Bachpan Se Hi Bhulakkad Kism Ka Aadmi Tha! Mera Khyal Hai Ki Yah Saans Lena Bhul Gaya Hoga!
Ladkiyan Har Mod Pe Darti Hain; Akeli Ho To Sunsaan Rahon Ka Dar Bhid Men Ho To Logon Ka Dar Koi Dekhe To Uski Aakhon Ka Dar Bachpan Ho To Maa Baap Ka Dar Wo Darti Hain Aur Tab Tak Darti Hain Jab Tak Inhen Koi Jivan Sathi Nahin Mil Jata . . . . . . Aur Yahi Vo Shakhs Hota Hai Jisse Vo Sabka Badla Leti Hain
Bachpan Men Daraya Jata Tha Ki Mendhak Ko Patthar Maroge To Gungi Patni Milegi Kitna Darte The Tab Ab Lagta Hai Kash Patthar Mar Diya Hota
Detergent Ke Vigyapan Men Kitni Aasani Se Bachche Kapde Gande Kar Ghar A Jate Hain Bachpan Men Ham A Jaya Karte The To Kapde Bad Men Dhulte The Pahle Ham Dhule Jate The