Tumhari Yaad Me Is Kadar Rote Hain; Tumhari Yaad Me Is Kadar Rote Hain; Ki Padosi Hamare Aansuon Se Bartan Dhote Hain
Mukaddar Men Raat Ko Nind Nahin To Kya; Mukaddar Men Raat Ko Nind Nahin To Kya; Ham Bhi Mukaddar Ko Chuna Lagate Hain; Aur Din Men Hi So Jaate Hain
Din Aate Hain Din Jate Hain; Kuch Lamhe Aapke Bin Bhi Guzar Jaate Hain; Inhi Lamho Ko Samet Ke Dekhen To; Aap Jaise Nalayak Dost Bahut Yaad Aate Hain
Ye Jok Padhkar Aap Hanstehste Mar Sakte Hain: . . . . . . . . Lekin Mujhe Aapki Fikr Thi Isliye Nahin Likha Kyon Bekar Men Jan Jokhim Men Dalna!
Kuch Log To Is Saal Ki Garmi Men Aise Haytoba Macha Rahe Hain Jaise . . . . . . . . Pichhle Kai Saalon Ki Garmi In Salon Ne Switzerland Men Bitai Hon
Log Kahte Hain Ki Khuda Ne Tumko Fursat Men Banaya Hai Sahi Kahte Hain Kyonki... . . . . . . Faltu Ke Kaam Fursat Men Hi Kiye Jate Hain