Sula Kar Tez Dharon Ko Kinaro Tum Na So Jaana

SHARE

Sula kar tez dharon ko kinaro tum na so jaana
Ravani zindagani hai to dharo tum na so jaana
Mujhe tum ko sunani hai mukammal dastan apni
Adhuri dastan sun kar sitaro tum na so jaana

SHARE