Sarey wadon Ko Bhula Sakta Hu Lekin

SHARE

Sarey wadon ko bhula sakta hu lekin,
Mai tumhen chore k ja sakta hu lekin choro...
Tum jo har morr pe keh dete ho khuda-hafiz,
Faisla mai bhi suna sakta hu lekin choro....
Yeh jo tumhen shoq hai
Naye chehron ki deed ka,
Naye dost mai bhi bana sakta hu lekin choro..
Ghuroor agr tumko ha
apne husn pe,
Tou kamaal mai bhi
Dikha sakta hu lekin choro..
Yeh jo tumhen maan hai
K meri zindagi tum ho,
Isay mai khaak mai
Mila sakta hu lekin choro..

SHARE