Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo

SHARE

Agar mein bata don mein kia chahti ho
Nazron say apni gira tou na doo ga
Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chah
Mujhey koi kari si saza tou na do ga
Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin ho
Dil laga ker mujh ko bhula to na doo ga
Jo mein bata don meray mun main kia ha
Tum jahan mein tamasha bana to na do ga
Darti hon tum say mein raaz-e-dil sunata
Tum hansi main baat ura to na do ga
Agar mein bata don mein kia chahti ho
Wafaon k badlay jafa to na do ga
Aur mujh hi say daman chura to na lo ga

SHARE