Nazar Mein Shokhiyan Lab Par Mohabbat Ka Fasaana Hai

SHARE

Nazar mein shokhiyan lab par mohabbat ka fasaana hai
Meri ummeed ki zad mein abhi saara zamaana hai
Kayi jeete hain dil ke desh par maloom hai mujhko
Sikandar hoon mujhe ik roz khaali haath jaana hai

SHARE