Najane Kab Tak Ye Aankhein Uska Intezar Karengi

SHARE

Najane kab tak ye aankhein uska intezar karengi
Uski yaad mein kab tak khud ko bekarar karengi
Use to ehsaas tak nahi is mohabbat ka yaaro
Kab tak ye dhadkane uska aitbaar karengi

SHARE