Hamari mohabbat unko kabhi na ras ayi

SHARE

Hamari mohabbat unko kabhi na ras ayi
Humne unko mehsus kiya har pal apne dil me
Par woh na kabhi pas ayi
Krte rhe hum intjar unka har mod par
Par unko intjar ki had samjh na ayi
Hasr ye hua unki berukhi se mujh par
Me tutkar ldkhdane laga
Khud ko jese khud hi stane laga
Par woh kbhi na mhjko mnane ayi

SHARE