Tu bewafa hai ya nhi samjh nhi aata

SHARE

Tu bewafa hai ya nhi samjh nhi aata...
Ek ye hi sawal hai jiska dil se koi jawab nhi aata..
Mai tujhse dur jana chahti hu magar..
Bin tere ab mujhe karar nhi aata.
Dil ko manaati rehti hu ki tu sirf mera h.
Pr haqiqat to ye hai ki tera naam mere naam k sath nhi aata.

SHARE