Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna

SHARE

Teri dosti ne diya “sakoon” itna,
Ke tere baad koi “acha” na lagey,
Tujhe karni hai “bewafai” to is ada se kar,
Ke tere baad koi “bewafa” na lagey.

SHARE