Ruth Gaya Hai Manane Wala

SHARE

Ruth gaya hai manane wala
Ab koi nahi mere naaz uthanewala
Jane kya sochta hai yeh khula darwaza
Shayad rasta bhool gaya hai koi aanewala

SHARE