Kehna toh bahut kuch chahte the unko

SHARE

Kehna toh bahut kuch chahte the unko
Magar zubaan ne sath na diya
Kabhi waqt ki khamoshi mein khamosh rahe hum
Toh kabhi unki khamoshi ne kuch kehne na diya

SHARE