Kamaal Ki bewafa Thi woh

SHARE

Kamaal ki bewafa thi woh,
Jiss ne zindagi tabah kar di.
Raaz ki baat hai,
Ki dil uss se khafa ab bhi nahi hai.
Bas itna keh kar khamosh ho jaati hai zindagi.
K sirf ek shakhs ki khatir mujhe yu barbad naa kar..

SHARE