Aaj ke mausam ke badalte mijaaz pe mera kuch u kehna hai ke: Tabdeeli jab bhi

SHARE

Aaj ke mausam ke
Badalte mijaaz pe
Mera kuch u kehna hai ke
Tabdeeli jab bhi aati hai
Mausam ki adaao mein
Kisi ka yu hi badal jana
Bahut yaad aata hai

SHARE