Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko

SHARE

Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko
Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko
Phir tumhain roz sanwarain tumhain barhta daikhain
Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko
Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay
Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..

SHARE