Zulaam Hai Gar Na Zulaam Hai Gar Na Do Sakhun Ki Daad

SHARE

Zulaam hai gar n
Zulaam hai gar na do sakhun ki daad
Qahar hai gar karo na mujhko payaar
Aapka banda aur phiroon nanga
Aap ka naukar aur khaaoon udhaar
Meri tankhwah kijeye maah ba maah
Ta na ho mujhko zindagi dushwaar
Khatam karta hoon ab dua pe kalaam
Shaairy se nahin mujhe sarokaar
Tum salaamat raho hazaar baras
Har baras ke hon din pachaas hazaar

SHARE