Ek boorhEk boorha, naheef-o-khasta zarIk zaroorat se jaata tha bazaarZoef-e-peeri se kham hui thi kamarRaah bechara chalta tha jhuk karChand larkon ko us pe aai hansiQad pe phabti kahan ki soojhiKaha ik larke ne us se ke bolTu ne kitne ko li kamaan yeh molPir mard, lateef-o-daanishmandHans ke kahne laga ke ai farzandPahunchoge meri umar ko jis aanMuft mil jaaegi tumhein yeh kamaan