Bas Ek Choti Si Haan Kr Do Hamare Naam Is Tarha SaraJahan Kr Do! Wo Mohabbtain Jo

SHARE

Bas ek choti si haan kr d
Hamare naam is tarha sarajahan kr do
Wo mohabbtain jo tumare dil mein hai
Un ko zuban pr lao 0r bayan kr do
Aaj bas ap kaho 0r kehty hija
Hum bas sune aisa be-zuban kr do
Hoi purani dastan heer ranjha k
Tarikh mohabbat ki phir se jawan kr do
Aa-jao ke aisa toot kr chahon tumh
Hamari mohabat ko mohabbat ka nishan kr do
Apne dil me is tarha chupa lo mujk
Rahon humesha is me aisa mera makan kar do…!!

SHARE