Baat niklegBaat niklegi to fir door talak jaayegiLog bewajha udasi ka sabab puchhengeYeh bhi puchhenge ke tum itni pareshan kyun hoUngliyaan uthegi sukhe huae baalon ki tarafEk nazar dekhenge gujre huae saalon ki tarafChoodiyo par bhi kai tanz kiye jaayengeKaampte haatho pe bhi fikr-e-kas-e-jaayengeLog zaalim hai har ik baat ka taana dengeBaaton baaton mein mera zikar bhi le aayengeUnki baaton ka zara sa bhi asar mat lenaVarna chahere ke taasur se samaj jaayengeChahe kuchh bhi ho sawaalaat na karna unseMere baare mein koi baat na karna unseBaat niklegi to duur talak jaayegi