Yehi Wafaa ka silaah hai

SHARE

Yehi wafaa ka silaah hai, to koi baat nah
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nah
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil s
Safeena doob raha hai, to koi baat nah
Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumk
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nah
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya th
Tum hi ne tod diya hai to koi baat nah
Kis kii majaal kahe koi mujh ko deewan
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nah

SHARE