Wo katil raatein jab hum

SHARE

Wo katil raatein jab hum
Taaron ki baatein karte the
Patjhad ke soone mausam me
Bahaaron ki baatein karte the
Baahar ki duniya se kya kaam, hum to
Apke nazron ke nazaaron ki baatein karte the
Kehne ko karodon baatein thi dil me
Hum to bas kuchh hazaaron ki baatein karte the

SHARE