Mein jab bhi akeli hoti hoon Mein jab bhi akeli hoti hoon, tum chupkey se aa jatey hOr jhaank kay meri aankhon mein beetay din yaad dilatey hMastana hawa kay jhonkon se har baar woh pardey ka hilnPardey ko pakarney ki dhunn mein do ajnabi haatoun ka milnAankhon mein dhunwa cha jana sasoun mein sitarey se khilnRasty mein tumhara mur mur kar takna wo mujhe jatey jateAur mera thitak kar ruk jaana, chilman kay kareb aatey aateNazroun ka taras kar reh jaana, ek aur jhalak paatey paateBaaloun ko sukhaney ki khatir, kothey pe woh mera aa jaanAur tum ko muqabil patey hi kuch sharmana, kuch bal khaanHumsayon kay dar se katrana, ghar walon kay dar se ghabranRo ro kay tumhein khat likhti hoon, aur khud pardh kar ro lati hooHalaat kay taptey toufaan mein jazbaat ki kashti khayti hooKaisey ho, kahaan ho, kuch tou kaho, mein tum ko sadayien deyti hooMein jab bhi akeli hoti hoon, tum chupkey se aa jatey hAur jhaank kay meri aankhoun mein beetay dinn yaad dilate