Aaj phir ji bhar kAaj phir ji bhar ke pi aaya hoon mainDekhte hi teri aankhen shola saamaan ho gaienShukar kar ai jaan ke mainHoon dar-e-afrang ka ik adna ghulaamSadar-e-aazam yaani daryooza gar-e-aazam nahinWarna ik jaam-e-sharab-e-arqhawaanKya bujha sakta mere seena-e-sozaan ki aagGhum se mar jaati na tuAaj pi jo mainJaam-e-rangeen ke bajaaeBekason aur naatwaan ka lahuShukar kar ai jaan ke mainHoon dar-e afrang ka ik adna ghulaamAur behtar aish ke qaabil nahin