Wafaa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtiyaar Karna Hai

SHARE

Wafaa mein ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai
Woh sach kahe na kahe aitbaar karna hai
Yeh tujh ko jaagte rehne ka shauq kab se hua
Mujhe to khair tera intezaar karna hai

SHARE