Phir kahin door se ik baar sada do mujko

SHARE

Phir kahin door se ik baar sada do mujko
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujko
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kiya hai
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko

SHARE