Nayen kamro ab cheze purani kaun rakhta hai

SHARE

Nayen kamro ab cheze purani kaun rakhta hai
Parindo ke liye sahro me ab pani kaun rakhta hai
Humhi girti hue diware ko thame rahe warna (2
Saliko se buzurgo ki nisani kaun rakhta hai

SHARE