Zindagi mein kucchh baatein sachh hoti hain: ek sachh yeh hai ki main tumse pyaar karti

SHARE

Zindagi mein kucchh baatein sachh hoti hain
Ek sachh yeh hai ki main tumse pyaar karti hoon
Ek sachh yeh bhi hai ki yeh sab jaanke bhi tum mujjhe chhod kar chale gaye
Ek sachh yeh bhi hai ki tum bhi mere liye tadapte ho
Aur ek sachh yeh bhi sunlo ki main tumhara meri zindagi mein waapis aane ka aaj tak intezaar karti hoon

SHARE