Wo Badal Gya Par Dil Ko Yakeen Na Hua

SHARE

Wo badal gya par dil ko yakeen na hua
Wo itni dur ho gya jitna kbhi mere kareeb na hua
Kya khub wafao ka sila mila h aayush tuzhe
Is tarah to rutha kbhi tera naseeb na hua...

SHARE