Usne kaha Tumme pehli si baat nahi

SHARE

Usne kaha tumme pehli si baat nahi
Maine kaha zindagi me tera sath nahi
Usne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob jate ho
Maine kaha ab kisi ki aankh me wo gehrai nahi
Usne kaha kyu itna toot kar chaha mujhe
Maine kaha insaan hu, patthar to nahi
Usne kaha kya mai bewafa hu
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi
Usne kaha bhool jao mujhe
Maine kaha tum haqiqat ho koi khwab nah

SHARE