Unse Door Jaane Ka Iraada Na Tha

SHARE

Unse door jaane ka iraada na tha
Sada saath rehne ka wada bhi na tha
Wo yaad na kare ge, ye jaante thy hum
Par itni jaldi bhool jaye ge andaza na tha

SHARE