Unhone kaha btawo tuMne aaj tak Kya Kiya Hai Humare liye

SHARE

Unhone kaha btawo tumne aaj tak kya kiya hai humare liye???
Humne kaha kucch bhi toh nahin.. .
Bus jo humare dost kabhi humare bagair reh na sakty thy
Woh aaj hume yaad tak nahin karty. ..
Jin apno ki khushi mein hum apni khushi dhoond lete thy. ..
Wohi hume apni nazro k aagge dekhna pasand nahin karty. ..
Buss kucch nahin kiya humne aapk liye.. .
Yeh zindagi aapki hai...
Ghunnah nahin mohabbat ki hai humne aapse...!!

SHARE