Kisi ko zarurat se zyada yaad mat karna

SHARE

Kisi ko zarurat se zyada yaad mat karna
Kisi par ansu barbad mat karna
Mahsus na kar sake jo tumhare pyar ko
Uspar kabhi zindagi ke kimti waqt barbad mat karna

SHARE