Khaali Kaaghaz Pe Hurf Sajaaya Karta Tha Tanhaai Main Shahar Basaaya Karta Tha Kaisa Paagal Shakhs Tha

SHARE

Khaali kaaghaz pe hurf sajaaya karta th
Tanhaai main shahar basaaya karta th
Kaisa paagal shakhs tha saari saari raa
Deewaaron ko dard sunaaya karta th
Ro deta tha aap hi apni baaton pa
Aur phir khud ko aap hansaaya karta th
Jalney lagti lahoo main judaai to ro det
Tanhaaion ki khaak uraaya karta th
Chehrey sey tera rog chupaata to hans det
Aankhon main teri yaad manaaya karta th
Yaaro be waqt hua pyaar es liye doob
Jo loogon ko pyaar ke gaur sikhaaya karta th

SHARE