Kabhi Qarib To Kabhi Juda Hai Tu

SHARE

Kabhi qarib to kabhi juda hai tu
Jane kis-kis se khafa hai tu
Mujhe to tujh par khud se jyada yakin tha
Par zamana sach hi kehta tha ki bewafa he tu !!

SHARE