Intezar me unke yuon hi din dhalta raha

SHARE

Intezar me unke yuon hi din dhalta raha
Aayege wo ab soch kar yah dil machalta raha
Hame kya khabar thi lada rahe hain
Isshq wo kisi aur ke sath
Kha makha yah dil unke naam par dhadakta raha
Ayan waqt e maut talak bhi unkoo na bhool paya mai
Wo yaad aate rahe aur jaan nikalta raha

SHARE