Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya

SHARE

Hume bhi pyaar karne ka khayal aaya
Jab bhi ye khayal aaya khud ko akela paya
Dhoonte rahe is duniya me humsafar
Kisi ko dhoke baaz, kisi ko bewafa hi paya

SHARE