Dhoka Deti Hain Aksar Chamak Sharif Chehron Ki

SHARE

Dhoka deti hain aksar chamak sharif chehron ki.
Kyunki har kaanch kaa tukda heera nhi hotaa.
Kyu yakin karu mai khudaa tujh par.
Jab dua me maanga hua pyar mera nahi hota..

SHARE