Bewafa hai ye dunia

SHARE

Bewafa hai ye dunia
Kabhi kisi ka aitbaar na karna.
Har pal milta hai yahan pe dhoka
Kabhi kisi se pyar na karna.
Mar jaana chahey
Saari umar tanha ji kar,
Par zindagi mein kabhi kisi ka
Intzaar na karna.

SHARE