Agar Aansu Baha Detay To un k Pas kya Rehta

SHARE

Agar aansu baha detay to un k pas kya rehta
Wo hum ko hosla detay to un k pas kya rehta!!
Nishan hum ko nahi milta koi un tak pohnch
E ka
Humein apna pata detay to un k pas kya rehta!!
Wo is mein tha k jis k dam par wo zinda hai
Hum un ka dil dukha detay to un k pas kya rehta!!
Musafir saray phool khila k apni rah chal detay
Shajar tehni juhka detay to un k pas kya rehta!
Humari yadon ne he ab tak unhein abad rakha hai
Wo goodluck ko b bhula detay to un k pas kya rehta!!

SHARE