Jab Jab Yaad Karogi Apni Tanhaiyo Ko

SHARE

Jab jab yaad karogi apni tanhaiyo ko
Ek jalta chiraag sa nazar aaunga main
Raah se rahaguzar ban ke bhi guzar jaogi
Ek meel ka patthar sa khada nazar aaunga main

SHARE