Mujhme kitney raaz hain

SHARE

Mujhme kitney raaz hain, batlaaun kya
Band ek muddat se hoon, khul jaaun kya
Aajizi, minnat, khusha
87
Mad, iltij
Aur main kya kya karun, mar jaaun kya
Kal yahaan main thha jahaan tum aaj h
Main tumhari hi tarah itraaun kya
Tere jalsey main tera parcham liy
Sekdon laashein bhi hain, ginwaaun kya
Ek patthar hai wo meri raah k
Gar na tthukraaun to tthokar khaaun kya
Phir jagaaya tuney soye sher k
Phir wohi lehjaa daraazi, aaoon kya

SHARE