Ishq ka khumar hum par bhi chaya hai

SHARE

Ishq ka khumar hum par bhi chaya hai
Jab se woh ajnabee jindgi me aya hai
Rhta nhi dil par kabu jb se kareeb woh aya hai
Krta hai harpal batein bs uski dil ko na karar aya hai
Chrche nhi the phle nam ke hamare
Par ek ajnabee ke sath mein khud ko jese mukmal paya hai
Yeh asar hua hai mujhpar pahli bar
Mohabbat ka khumar ham par bhi chaya hai
Jbse woh ajnabee dil mein smaya hai.

SHARE