'*GHAZAL* Usne kaha

SHARE

'*ghazal
Usne kaha
Tm men phly c bat nh
Mene kaha
Insan hun koi science ki ejad ni:
Usne kaha
Ab b kisi ki ankhon men doob jate ho..?
Mene kha
Pagal ho kia..?
Ankhen hen koi talaab nhe:
Usne kaha
Q toot k chaha tha mje..??
Mane kaha
Demagh kharab tha,iska koi jawab nhe:
Usne kaha
Kya men bewafa hun..??
Mane kaha
Tu itna dhokebaz hy jska koi hisab nhe:
Usne kaha
Bhol ja mjk
Mene kaha,tu hy kon..???mjy to ye b yad nhe..:-)!!!

SHARE