Deewana Banana Hai To Deewana Bana De

SHARE

Deewana banana hai to deewana bana de
Varna kahin taqdeer tamasha na bana de
Ai dekhne walo mujhe hans hans ke na dekho
Tum ko bhi mohabbat kahin mujh sa na bana de

SHARE