Tumse kiya pyar hamne bhool yah mujhse hui Apne hatho jahar khaya

SHARE

Tumse kiya pyar hamne bhool yah mujhse hu
Apne hatho jahar khaya, bhul ye mujhse hu
Jan ke dushman ko ham jane ja kahte hai
Apna jan mal sab kuchh lutaya bhul ye mujhse hu
Teri har bat ka aitbar hamne kiy
Tune hi mere dile aashna ka khun kiy
Tere hi liye main jahan se takraya, bhul ye mujhse hu
Ab bhi teri shokh chanchal adaye kahti ha
Ab bhi teri bewafai mere dil main saye ki tarah rahti ha
Raton main jata tha milne bhul ye mujhse hu
Leta hoon jab rat ki tanhaiyon main karwa
Kanta ban kar chubhta hai mujhko bista
Uss khuda ko chhod kar “farid
Ibadat teri ki, bhul ye mujhse hui

SHARE