Jab Pyar Mein Pyar Na Ho

SHARE

Jab pyar mein pyar na ho
Jab dard mein yaar na ho
Jab aansu mein muskan na ho
Jab lafzo mein zubaan na ho
Jab saansein bas yunhi chale
Jab har din mein raat dhale
Jab intezar sirf waqt ka ho
Jab yaad us kambakht ki ho
Kyun hun main raahi
Jab wo hai kisi aur ki manzil
.
.
Dhadkano ne sath chodd diya
Aey dil hai mushki
Aey dil hai mushki

SHARE